Laman

Jumat, 15 Oktober 2010

chaand sifarish

hmm hmm hmm hmmm la la la

hey hey hey hey ah ha

subhaan allaah subhaan allah subhaan allah

valle valle

valle valle

valle valle

chaand sifarish jo karta hamari deta woh tumko bata

sharm-o-haya pe parde gira ke karni hain hamko khata

zidd hain ab toh hain khud ko mitana hona hain tujhmein fanaa

valle vallevalle valle

teri adaa bhi hain jhonke wali chhu ke gujar jaane de

teri lachak hain ke jaise daali dil mein utar jaane de

aaja baahon mein karke bahana hona hain tujhmein fana

achaand sifarish jo karta hamari deta woh tumko bata

sharm-o-haya pe parde gira ke karni hain hamko khata

subhaan allaah subhaan allah subhaan allah

subhaan allaah subhaan allah subhaan allah

hain jo iraaden bata doon tumko sharma hi jaaogi tum

dhadakanen jo suna doon tumko ghabraa hi jaaogi tum

hamko aata nahi hain chhupana hona hain tujhmein fanaa

chaand sifarish jo karta hamari deta woh tumko bata

sharm-o-haya pe parde gira ke karni hain hamko khata

zidd hain ab toh hain khud ko mitana hona hain tujhmein fanaa

Tidak ada komentar:

Posting Komentar